Add this lyrics on your Site/Blog.

Mohammed Rafi Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970) Lyrics

Song Title:Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970)

Artist / Band:Mohammed Rafi

Album:Super Star Rajesh Khanna Music Album


Description: Mohammed Rafi Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970) Lyrics. Find below the song Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970) performed by Mohammed Rafi. This Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970) song comes from the album Super Star Rajesh Khanna Music Album. You can get all Mohammed Rafi Music and Song lyrics right here on www.6lyrics.com.



Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970) Lyrics

Song Title : Chhup gaye saare nazaare (Do Raaste - 1970)



Movie : Do Raaste - 1970
Singers : Mohammed Rafi &
Lata Mangeshkar
Lyricst : Anand Bakshi
Music Director : Laxmikant Pyarelal
Star cast : Super Star Rajesh Khanna & Mumtaz.

Lyrics :

Chhup gaye saare nazaare oye kyaa baat ho gayi
chhup gaye saare nazaare oye kyaa baat ho gayi
toone kaajal lagaayaa din mein raat ho gayi
toone kaajal lagaayaa din mein raat ho gayi
mil gaye nainaa se nainaa oye kyaa baat ho gayi
mil gaye nainaa se nainaa oye kyaa baat ho gayi
dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayi
dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayi

http://www.6lyrics.com/chhup_gaye_saare_nazaare_do_raaste_1970-lyrics-mohammed_rafi.aspx

kal nahin aanaa mujhe naa bulaanaa
ke maaregaa taanaa zamaanaa
kal nahin aanaa mujhe naa bulaanaa
ke maaregaa taanaa zamaanaa
tere hothon pe raat ye bahaanaa thaa
gori tujhko to aaj nahin aanaa thaa
tu chali aayi duhaayi oye kyaa baat ho gayi
tu chali aayi duhaayi oye kyaa baat ho gayi
maine chhodaa zamaanaa tere saath ho gayi
o maine chhodaa zamaanaa tere saath ho gayi
o toone kaajal lagaayaa din mein raat ho gayi

ambuaa ki daali pe gaaye matwaali
koyaliyaa kaali niraali
ambuaa ki daali pe gaaye matwaali
koyaliyaa kaali niraali
saawan aane kaa kuchh matlab hogaa
baadal chhaane kaa koyi sabab hogaa
rimjhim chhaaye ghataayen oye kyaa baat ho gayi
rimjhim chhaaye ghataayen oye kyaa baat ho gayi
teri chunri lahraayi barsaat ho gayi
teri chunri lahraayi barsaat ho gayi
dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayi

chhod na baiyaan padoon tere paiyaan
taaron ki chhainyaa mein sainyaan
chhod na baiyaan padoon tere paiyaan
taaron ki chhainyaa mein sainyaan
ik wo din thaa milaati na thi tu ankhiyaan
ik ye din hai tu jaage saari-saari ratiyaan
ban gayi gori chakori oye kyaa baat ho gayi
jiskaa dar tha bedardi wahi baat ho gayi
o jiskaa dar tha bedardi wahi baat ho gayi
chhup gaye saare nazaare oye kyaa baat ho gayi
dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayi
dil ne dil ko pukaaraa mulaaqaat ho gayi



Rate this Lyric:      Poor Excellent
Comments : 0  |
Rate:  0   |
|
|


User comments for this lyric

No one has commented yet. Be the first to submit a comment for this Lyric!

Write your comment for this lyric (you must login)

 

Share us on

Top Badge Winners
KathyP

Top Reporter Badge

View more reporters

amah

Win Top Socializer Badge!

View more socializers

ElsaD

Top Genius Badge

View more geniuses

Rani2011

Top Beethoven Badge

View more beethovens

Leask15

Top Ghost Writer Badge

View more ghost writers

mashlieh

Top Curious Badge

View more curiouses

Poll of the Week

Poll submited by User:

ILuvLiamPayne143

Which band is hottest One Direction or The Wanted?


   Vote to see result